Quick Links

Disclaimer Privacy Policy

maa durga

Durga Chalisa in Sanskrit

Celebrate Puja | Durga Chalisa

Durga Chalisa in Sanskrit

Namo Namo Durge Sukh karani, |
Namo Namo ambe Dukh harani. ||

Nirakar hai jyoti tumhari, |
Tihun lok pheli ujayari. ||

Shashi lalat mukh mahavishala, |
Netra lal bhrikutee vikarala. ||

Roop Matu ko adhika suhave, |
Daras karat jan ati sukh pave. ||

Tum sansar shakti laya kina, |
Palan hetu anna dhan dina. ||

Annapurna hui jag pala, |
Tumhi adi sundari Bala. ||

Pralaya kala sab nashan hari, |
Tum gauri Shiv-Shankar pyari. ||

Shiv yogi tumhre guna gaven, |
Brahma Vishnu tumhen nit dhyaven. ||

Roop Saraswati ko tum dhara, |
De subuddhi rishi munina ubara. ||

Dharyo roop Narsimha ko amba, |
Pragat bhayin phar kar khamba. ||

Raksha kari Prahlaad bachayo, |
Hiranakush ko swarga pathayo. ||

Lakshmi roop dharo jag mahin, |
Shree Narayan anga samihahin. ||

Ksheer sindhu men karat vilasa, |
Daya Sindhu, deeje man asa. ||

Hingalaja men tumhin Bhavani, |
Mahima amit na jet bakhani. ||

Matangi Dhoomavati Mata, |
Bhuvneshwari bagala sukhdata. ||

Shree Bhairav lara jog tarani, |
Chhinna Bhala bhav dukh nivarani. ||

Kehari Vahan soh Bhavani, |
Langur Veer Chalat agavani. ||

Kar men khappar khadag viraje, |
Jako dekh kal dan bhaje. ||

Sohe astra aur trishoola, |
Jase uthata shatru hiya shoola. ||

Nagarkot men tumhi virajat, |
Tihun lok men danka bajat. ||

Shumbhu Nishumbhu Danuja tum mare, |
Rakta-beeja shankhan samhare. ||

Mahishasur nripa ati abhimani, |
Jehi agha bhar mahi akulani. ||

Roop karal Kalika dhara, |
Sen Sahita tum tin samhara. ||

Pan garha Santan par jab jab, |
Bhayi sahaya Matu tum tab tab. ||

Amarpuni aru basava loka, |
Tava Mahirna sab rahen asoka. ||

Jwala men hai jyoti tumhari, |
Tumhen sada poojen nar nari. ||

Prem bhakti se Jo yash gave, |
Dukh-daridra nikat nahin ave. ||

Dhyave tumhen jo nar man laee, |
Janam-maran tako chuti jaee. ||

Jogi sur-muni kahat pukari, |
Jog na ho bin shakti tumhari. ||

Shankar Aacharaj tap keenhon, |
Kam, krodha jeet sab leenhon. ||

Nisidin dhyan dharo Shankar ko, |
Kahu kal nahini sumiro tum ko. ||

Shakti roop ko maran na payo, |
Shakti gayi tab man pachitayo. ||

Sharnagat hui keerti bakhani, |
Jai jai jai Jagdamb Bhavani. ||

Bhayi prasanna Aadi Jagdamba, |
Dayi shakti nahin keen vilamba. ||

Mokon Matu kashta ati ghero, |
Tum bin kaun hare dukh mero. ||

Aasha trishna nipat sataven, |
Moh madadik sab binsaven. ||

Shatru nash keeje Maharani, |
Sumiron ekachita tumhen Bhavani. ||

Karo kripa Hey Matu dayala, |
Riddhi-Siddhi de karahu nihala. ||

Jab lagi jiyoon daya phal paoon, |
Tumhro yash men sada sunaoon. ||

Durga Chalisa jo gave, |
Sab sukh bhog parampad pave. ||